The Place For Over 10.000 Delicious Recipes For Your Complete Cooking Guide
Karhi Pakora.
You can have Karhi Pakora using 29 ingredients and 9 steps. Here is how you achieve that.
Ingredients of Karhi Pakora
It's Half of kg dahi.
You need 2 cup of besan.
Prepare 1 cup of oil.
Prepare 2 of onion slice cut.
You need 2 tbsp of ginger garlic paste.
Prepare 3 of tomatoes.
It's of Dried Ingredients.
It's 2 tbsp of Salt.
Prepare 1 of and half Tbsp laal mirch powder.
It's 2 tbsp of crushed coriander.
You need Half of tsp Haldi.
It's Half of tsp pisa gram masalA.
Prepare of For Pkoras:.
You need 1 of and half cup besan.
You need 1 of pao ghee/oil.
You need 2 of medium size Aloo cut in small chunks.
You need 3 of onions omlate cutt.
It's 3 of crushed green chili.
Prepare 2 tbsp of qasoori methi.
It's 1 tbsp of salt.
It's 1 tbsp of chili flake.
You need 2 pinch of meetha Soda.
Prepare of For Tarka:.
It's Half of cup oil.
Prepare 10 of sabat laal mirch gol.
Prepare 1 tbsp of zeera.
It's Half of tbsp rai.
It's 6-7 of Kurri patta(if you hve available. I have not available).
Prepare of Green dhaniya for garnishing.
Karhi Pakora step by step
Sb se pehly piyaz and tomatoes cut karein or ginger garlic paste bana lein. Aik bary bowl mn dahi ko whisk karein or is chhan ke besan dalen or achi trah mix kar ke bowl ko pani se full kar lein.
Pressure cooker lein. Flame on karein. oil dalen jab gram hojaey tb piyaz dalen. Or soute karein. Jab golden hony lagen to is mn ginger garlic paste or tomato add karein. Pani ka chheenta lgaen or 2-3 minut tak liey pkny dein taa ke tomato soft ho jaen.
Dried masaly Add karein or achi trah 3 minut ke liey bhunen.
Ab flame low kar dein. Aik hath mn chaani pkren. Dusry hth se besan or dahi wala mixture chaan ke sara daal dein. Is ke ilawa half bowl pani ka mazeed b dalen.
Achi trah mix karein. Consistency bilkul pani jesi patli ho. Pressure lgaaen. Or whistle chlny ke baad 20 minut ke liey pkaaen.
Is doran pkoron ka batter ready karein. Karahi mn oil dalen. Jab gram hony lgy to hath se ya choty spoon ki madad se choty size ke pkory bnanen. Or aik dish mn jma kar lein.
Timing puri hony ke baad cooker opn karein. Mazedaar karhi pkk chuki hogi. Is mn pkory add karein or dhak dein dhakn se. Is py sbz dhaniya dL dein or pisa gram masala b. Tb tak tarka ready karein..
Frying pan mn oil gram karein. Jab heat up hojaey to phly rai or sabt mirch dalen. Phir is mn zeera or karri patta dal ke kuch seconds ke andr ee karhi py undail dein..
Mazedaarr karhi Pakora ready hy. Ap chahen to zeera rice ke sath b kha skty hn wrna roti ke sath serve karein. Jazak-Allah😊.