The Place For Over 10.000 Delicious Recipes For Your Complete Cooking Guide
Karhi Pakora.
You can have Karhi Pakora using 28 ingredients and 6 steps. Here is how you achieve that.
Ingredients of Karhi Pakora
It's of For Karhi:.
It's 1 of pao besan.
Prepare of Dairh pao dahi.
You need Half of cup ghee.
Prepare 2 of medium onion.
It's 1 tbsp of Garlic paste.
You need 2 of medium tomato.
It's 1 of and half tbsp salt.
It's 1 tbsp of chilli flakes.
It's Half of tsp red chilli powder.
It's Half of tsp turmeric powder.
You need 1 of and half tb crushed dried dhaniya.
It's 1 tsp of pisa gram masala.
It's of For pkory:.
It's of Remaining Ghee.
You need 1 of pao remaining besan.
It's 3 of sliced piyaz.
Prepare 4 of green chilli.
You need 2 tbsp of dried methi.
You need 1 tbsp of salt.
It's 1 tbsp of red chilli powder.
It's Half of tsp zeera.
It's 2 pinch of meetha soda.
It's of For Tarka:.
You need of Ghee.
It's 1 tbsp of zeera.
You need 5-6 of curry leaves if available.
You need 6-7 of sabat gol mirch.
Karhi Pakora step by step
Sb se pehly besan ko 2 portion mn equally divide kar lein. Aik bowl mn dahi ko beat karein ta ke lums na rahen or besan ko chhan ke dahi mn add karein achy se paste bnaen or 5glass pani dal dein. Piyaz slice cut karein. Tomato chopped karein. Garlic paste bnaen.
Aik gehrey bartn ya pressure cooker mn half cup ghee add karein or piyaz dal ke clr change hony tak pkaen. Is mn ab G paste or tomatoes add karein. Or 4 minut ke liey pkaen. Sath e dried ingriends add karein pani ka chheenta lgaen or 5 mint tak masala bhoon lein.
Ab flame bilkul low kar dein.or aik hath mn stainer pkr ke dusry hath mn mixture wala bowl pkren or sara mixture masaly mn stain kar dein. Achy se hilaaen or cooker ko whistle bjny ke baad 15 minut ke liey pressure dein. Otherwise dairh ghanty ke liey pkny dein..
Is doran ap Pakora mixture boht thora pani almost 4 tbsp pani dal ke ready kar lein. Karahi mn sara ghee dal ke gram karein or choty size ke pkory bana ke aik platter mn rkhti rahen..
Jab whistle of hojaey steam nikl jaey to cooker ko kholen.consistency chk karein.thick lgy to thora water add karein. Dam wali flame on kar dein.Pkory add karein or 5 minut ke liey dhakn se cover kar dein. Is time mn tarka ready kar lein..
Pkoron se jo karahi mn ghee bucha hua hoga usi mn tarky ke ajza shamil kar dein or 2 minut baad jab sbka clr change hojaey to isy karhi py undail dein. 1 tsp pisa gram masala add kar dein. Mazedaar karhi ready hy. Grama gram tanduri roti ke sath enjoy karein. Jazak-Allah😊.